Monday, 5 September 2011

Muslim Women

*FAIZAN-E-QURAN*
"Or (Musalman Auratain) Zameen Per Paon (Feet) Zor Say Na Rakhain, K Jana Jaye Unka Chupa Howa Singhaar (Zeenat)."
(AN-NOOR:31)

Gham Ka Ilaj

*ROHANI ILAJ*
"Ya§Muhaimino" 92 Bar Rozana Jo Koi Ghamzada Parh Lay Ga, InshaAllah Uska Gham Dour Ho...
(40§ROHANI ILAJ)

Plz share to Otherz. . .

Allah Ki Raza Pay Razi

*FAIZAN-E-HADIS*
"Agr Tumhain Koi Musibat Pohnchay To Ye Mat Kaho, "Agr Main Aisa Krta to Aisa Hota" Bal-K ye Kaho, "ALLAH Nay Aisa Hi Likha Tha"
(MUSLIM)
H6774

6 Rozay

*FAIZAN-E-SUNNAT*
V#1 P#1402-3
Afzal Ye Hai K Eid K Foran Baad 6 Rozay Rakhain, Nhi to Shawaal K Poray Mahinay Me, Chahy Alag Alag Kr K (Total6) Rozay Rakh Lain

Shoes Utar Lain

*FAIZAN-E-SUNNAT*
Jub Baithain To Jottay (Shoes) Utar Lena Sunnat Hai...
(ABU DAWOOD)
V#4, P#95, H#4138.
To join us on facebook,
Visit,
facebook.com/madanisms

Shawaal Kay Rozay

*FAIZAN-E-HADIS*
"Jis Nay Ramzan K Rozay Rakhy, Phr Os K Bad Shawaal K 6 Rozay Rakhy, To Ye Os K Liye Sari Zindagi Rozay Rakhny K Braber Hai."
(MUSLIM)
H#1164.

Eid Ki Sunnat

*FAIZAN-E-EID*
NABI KAREEM Eid-ul-Fitr K Din Taaq Adad (3, 5, 7...) Khajorain Tanawol Frma Kr Namaz-e-EID k Liye Tashreef Lay Jaty...
(BUKHARI)
V#1, H#953.

Eidain Ki Shab Ibadat

*FAIZAN-E-EID*
"Jis Nay Eidain Ki Raat Talb-e-Sawab K Liye Qiyaam Kiya, Os Din Os Ka Dil Nahi Mary Ga, Jis Din Logon K Dil Mar Jain Gay"
(IBN-E-MAJA)
V#2 H#1782

Sadqa Fitr Ki Miqdaar (2011)

HADIS: "Sadqa Fitr Wajib Hai."
(TIRMAZI)
V#2, H#674.

Is Dafa Aik Shakhs K Liye Sadqa Fitr Ki Miqdaar 75 Rupees Hai. (Mufti Muneeb-ur-Rahman, 16 August, 2011)